Nayyara Noor - Mujhe Wisa Kar текст песни

Все тексты песен Nayyara Noor

Mujhay wida kar
Mujhay wida kar
Mujhay wida kar
Mujhay wida kar
Aay mairee zaat k
Mujhay wida kar
Mujhay wida kat
Main tairay saath apnay aap k siyaah ghaar main bohut panha lai chukka
Main apnay haath paaon dil ki aag main tapa chukka
Mujhay wida kar
Mujhay wida kar
K aab-o-gill k aansoon ki bai-sadayain sun sukoon

Mujhay wida kar
Mujhay wida kar
Bohut hee dair, dair jaisee dair ho chukee
K abb ghari main beesween sadi ki raat baj chuki
Mujhay wida kar
Mujhay wida kar
K apnay aap main main itnay khuwaab jee chukka
K hosla nahin
K hosla nahin
Main kittnee baar apnay zakham aap si chukka
K hosla nahin
K hosla nahin

ДОБАВИТЬ ТЕКСТ В ЛИЧНЫЙ СПИСОК

Комментарии

Имя:
Сообщение: